Wednesday, April 4, 2012

Some Random Thoughts

Aastin ke saanp hi sahi
GauChalo mehfil saji
Warna Kayamat barpaati hai
shaam ki tanhai humpar

 Zinda rehne ke liye
tazindagi bechain raha,
Maut aai
Tab kaheen chain mila

Daaman bhi bichaayaUsne
 haath bhi thamaaya usne
apni naadaangi keh ke
jise talte hare
Kabool karte hain aaj
ki humne Bewafai ki


Thursday, January 19, 2012

Humko na dojakh na hi maut ka dar hai
Humko to sirf apneaap ka dar hai
Main main hoon,main hi hoon,
jo sab hoon,main hi hoon
Is jazbaat ka dar hai


Kuchh baat ahi hum main
Yeh malum hai humko
Kya hai,kyun hai
uska sila kya hai
........ is baat ka dar hai